Friday, December 8, 2017

top 10 Banned/secret apps not on play store

 Har andriod user k liye playstore par  lakho app hai par kya app jante hai google playstore pr kuch app aise hai jo nahi milte jinhe google play store ne Banned kar rakha h aur aaj hum unmein se kuch usefull top 10 app k bare mein jane gay 

Tubemate

1 Tubemate app playstore par nahi h par
Yeha app best video download manager hai is se hum youtube ki video download kar sakte h mai janta hun ko youtube mein offline video dekh sakte h par wo video hum kisi  k sath share nahi kar sakte aur tubemate se hum direct video download kar sakte h wo bhi kisi bhi format mein mp3 mp4 etc.


Blackmart

2  Blackmart very very usefull  app kyoki yeh aisa app hai jiska use paid apps ko free mein download karne k liye kiya jata h wo bhi free mein  like paid gamer pro versions  hote h kuch apps k un apps ko bhi downlaod kar sakte h

Xposed framework

3  Xposed framwork Yadi internet par aapke phone ki custom rom available nahi hai ya aap custom rom install nahi karna chahte hai, kyoki usme risk rehta hai aur kuch problems hoti hai to aap xposed framework ki madad se apne phone ko customize kar sakte hai. Iski madad se aap apne phone ko custom rom se bhi jyada advance level me customize kar sakte hai


Whatsapp +

4  Whatsapp plus app ka use se hum 1 mobile mein 2 whatsapp chala sakte h   alag alag number se

Wifi kill

5  WiFi Kill  yeha bahut usefull app hai is app se hum dusre k  wifi se connect divice  ko band kar sakte h  iske liya apka phone rooted hona chahye hor is app ka use galat na kare


Popcorn

6  Popcorn app best app h movies tvshow watch karne walo k liye is app se hum hd format mein movies dekh sakte h wo bhi free mein ye app apko playstore par nahi milega


 I ROOT

7  iroot is app ka use phone ko root karne k liya kiya jata h is app  se hum phone ko safely root kar sakte hai or root apps ka anand le sakte h


ADAWAY

8  Adaway app ka use adda blocking k liya kiya jata h ye appke phone mein jo apps hote h unmein jo adds lagi hoti h unko block krta h  par iske liye apka phone root hona chahye


Amazon appstore

9  Amazon apps store play store ka acha alternative hai amazon apps store se app free mein apps download kar skte hai wo app bhi jinke liye playstore par kuch money pay karni hoti h

   Zanti


10 Zanti app network hacking app hai ye app network testing k liya banya geya tha par ajjkal ise hacking k liye use kiya jata is app ki madad se app kisi bhi nazdee k

wifi network k bare mein jan sakte h